Advertisement

Header Ads

Sad poetry | Urdu Sad Poetry | Sad Shayari SMS | Sad poetry in Urdu

Maana Ke Usko Hum Se Lagawat Hai Per





/Arsalan Abbas Poetry/
arslan abbas poetry

Maana Ke Usko Hum Se Lagawat Hai Per Abbas
Itni Nahi Ke Hum Ko Bhulaaya Na Jaa Sake

مانا کے اُس کو ہم سے لاگاوت ہے پر عباس
اتنی نہیں کہ ہم کو بُھلایا نہ جا سکے








Kaamp Uthti Hoon Mai Ye Soch Ke Tanhai


/Parveen Shakir Poetry/Tanha Shayari/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/

Kaamp Uthti Hoon Mai Ye Soch Ke Tanhai Mai
Mere Chehre Pe Tera Naam Na Parh Le Koi

کانپ اٹھتی ہوں میں یہ سوچ کے تنہائی میں

میرے چہرے پہ ترا نام نہ پڑھ لے کوئی

काँप उठती हूँ मैं ये सोच के तन्हाई में

मेरे चेहरे पे तिरा नाम न पढ़ ले कोई








Ik Naam Kya Likha Tera Sahil Ki Rait Par


/Intezar Poetry/Parveen Shakir Poetry/

Ik Naam Kya Likha Tera Sahil Ki Rait Par
Phir Umar Bhar Hawa Se Meri Dushmani Rahi

اک نام کیا لکھا ترا ساحل کی ریت پر

پھر عمر بھر ہوا سے میری دشمنی رہی

इक नाम क्या लिखा तिरा साहिल की रेत पर

फिर उम्र भर हवा से मेरी दुश्मनी रही

  • By:
  • Syeda Hiraa Fidaa









Hum Thay, Tum Thay, Kuch Jazbaat Bhi


/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/

Hum Thay, Tum Thay, Kuch Jazbaat Bhi Toh Thay
Arey Choro! Kuch Nahi, Alfaaz Hee Toh Thay

ہم تھے، تُم تھے، کچھ جزبات بھی تو تھے
ارے چھوڑو! کچھ نہیں، الفاظ ہی تو تھے

















Log Kehte Hain Tum Thora Badal Gaye


/Two Line Shayari/Urdu Love Poetry/

Log Kehte Hain Tum Thora Badal Gaye Ho,
Batao Tute Huye Patte Rang Bhi Na Badle Kya?

لوگ کہتے ہیں تم تھوڑا بدل گئے ہو
بتاؤ ٹوٹے ہوئے پتے رنگ بھی نہ بدلیں کیا؟







Aik Hee Milne Wala Tha, Aesa Bichra


/Bewafa Poetry/Intezar Poetry/Sad Urdu Poetry/Two Line Shayari/

Aik Hee Milne Wala Tha,
Aesa Bichra Ke Phir Mila Hee Nahi

ایک ہی اپنا ملنے والا تھا
ایسا بچھڑا کہ پھر ملا ہی نہیں





Ab Tere Zikr Pe Hum Baat Badal Dete


/Sad Urdu Poetry/

Ab Tere Zikr Pe Hum Baat Badal Dete Hain,
Kitni Ragbat Thi Tere Naam Se Pehle Pehle

اب تیرے ذکر پہ ہم بات بدل دیتے ہیں
کتنی رغبت تھی ترے نام سے پہلے پہلے





Saare Khilone Chor Kar Jazbaat Se Khelte


/Sad Urdu Poetry/

Saare Khilone Chor Kar,
Jazbaat Se Khelte Hain Log

سارے کِھلونے چھوڑ کر
جذبات سے کھیلتے ہیں لوگ







Ek Dilasa Hai Rooh Ko Warna, Kya Nikalta


/Yaad Poetry/

Ik Dilasa Hai Rooh Ko Warna

Kya Nikalta Hai Teri Yaadon Sy

اک دلاسہ ہے روح کو ورنہ

کیا نکلتا ہے تیری یادوں سے





Woh Phool Kehta Tha Mujh Ko, Khushbu


/Ghazal/

Wo Phool kehta tha mujh ko
Kushbu kehta tha khud ko
Murjha gya wo mujh ko
Hawaon me phala kr khud ko
Wo Jism kehta tha mujh ko
Ruh kehta tha khud ko.
Wo Juda kr gya khud ko
Mar gya wo mujh ko
Parwana kehta tha mujh ko
Shama kehta tha khud ko
Roshan kar k khud ko
Jala gya wo mujh ko


Tags:

Post a Comment

0 Comments